Welcome to "smart study adda"
आयु (Age )
Q.1. Ram or laxman ki aayu ka yog 81 varsh hai. ydi enki aayu ka anupat krmsh: 4:5 ho to Ram ki aayu kya hogi?Ans:-
ese questions me hmesha jo anupat di
ya h unki pratiyek rashi ko kisi sankhya se guna
kr do to ye sankhya hi unki aayu hogi. mana ynha yh gunak x hai to unki aayu krmsh 4x or 5x hogi.
so, 4x+5x= 81
⇒ 9x= 81
⇒ x = 9
aat: Ram ki aayu = 4x = 4*9=36 Years Ans
Q.2.A or B ki vrtman aayu ka antar 12 varsh hai. ttha 6 varsh pahle unki aayu ka anupat 3:2 ho to A ki aayu kitni hai?Ans:-
mana unki 6 varsh pahle ki aayu krmsh: 3x or 2x hai. ek bat dhyan rakho ki ydi kinhi do ki aayu ka antr diya ho to wo hmesha ek jesa hi rhta h bhle hi ho 6 sal bad ho ya pahle ho.
so,unki aayu ka antr:-3x-2x= 6
⇒ x= 6
ab A ki 6 varsh pahle aayu + 6 = A ki vrtman aayu
⇒ 3x+6= 3*6+6
= 24 Years Ans
Q.3. Ramesh or Kamal ki aayu ka yog 84 years hai. Ttha enki aayu ka 6 years pahle anupat krmsh: 5:7 hai to enki vrtman aayu kya hogi?Ans:-
mana 6 Years pahle ki unki aayu krmsh: 5x or 7x hai. to ab dono 6-6 years bde ho gye.
esliye unki vrtman aayu ka yog-
(5x+6)+(7x+6)= 84
⇒ 12x+12 = 84
⇒ 12x = 72
⇒ x = 6
ab A ki vrtman aayu = 5x+6=5*6+6=36 Years,
B ki vrtman aayu = 7x+6= 7*6*6=48 Years, Ans
Q.4. Harsh ki aayu 40 Years hai or Rith ki aayu 60 Years hai.To kitne Years pahle unki aayu ka anupat 3:5 tha?Ans:-
mana X Years pahle unki aayu ka anupat 3:5 tha. to-
(40-x)/(60-x)= 3/5
⇒(40-x)*5 = (60-x)*3
⇒ 200-5x = 180-3x
⇒ 2x = 20
⇒ x= 10 Years Ans
Q.5. Do bhaiyo ki vrtman aayu ka anupat 1:2 hai ttha 5 Years pahle yh anupat 1:3 tha. 5 Years bad unki aayu ka kya anupat hoga?Ans:-
mana unki 5 Years pahle aayu krmsh: 1x or 3x hai to vrtman aayu ka anupat-
(1x+5)/(3x+5)= 1/2
⇒ (1x+5)*2 = (3x+5)*1
⇒ 2x+10 = 3x+5
⇒ x = 5
ab 5 years bad aayu ka anupat-
(1x+5):(2x+5)=(1*5+5):(2*5+5)
= 10:15= 2:3 Ans
Q.6. A or B ki vrtman aayu ka anupat 4:5 hai ttha 5 years bad ve 5:6 ke anupat me honge. to A ki vrtman aayu kya hai?Ans:-
mana unki vrtman aayu 4x or 5x hai to unki 5 years bad aayu ka anupat-

(4x+5)/(5x+5) = 5/6
⇒ (4x+5)*6=(5x+5)*5
⇒ 24x+30 = 25x+25
⇒ x = 5
⇒ (4x+5)*6=(5x+5)*5
⇒ 24x+30 = 25x+25
⇒ x = 5
to A ki vrtman aayu= 4x=4*5=20 years Ans
Q.7. Ek pita ki aayu ka uske putr ki aayu se anupat 4:1 hai. unki aayu ka gunnfal 196 hai to 5 years bad unki aayu ka anupat kya hoga?Ans:-
Q.7. Ek pita ki aayu ka uske putr ki aayu se anupat 4:1 hai. unki aayu ka gunnfal 196 hai to 5 years bad unki aayu ka anupat kya hoga?Ans:-
mana unki aayu krmsh: 4x or 1x hai to unki aayu ka gunnfal -
4x*1x = 196
⇒ 4*x2 = 196
⇒ x2 = 49
⇒ x = 7
to 5 years bad unki aayu ka anupat -
(4x+5):(1x+5)= (4*7+5):(1*7+5)
= 33:12= 11:4 Ans
Q.8. 3 ladkiyo ki aayu ka yog 120 years hai, ttha unki aayu ka anupat 4:5:6 hai.sbse chhoti ladki ki aayu kya hogi?Ans:-
4x+5x+6x = 120
⇒15x = 120
⇒ x = 8
to sbse chhoti ladki ki aayu = 4x=4*8=32Ans
Q.9. Rakesh or Mukesh ki aayu ka anupat 3:5 hai. 9 years bad enki aayu ka anupat 3:4 ho jayega. to Rakesh ki vrtman aayu kya hai?Ans:-
mana unki vrtman aayu 3x or 5x hai
to 9 years bad unki aayu ka anupat-
(3x+9)/(5x+9) = 3/4
⇒ (3x+9)*4 = (5x+9)*3
⇒ 12x+36 = 15x+27
⇒ 3x = 9
⇒ x = 3
ab Rakesh ki vrtman aayu= 3x=3*3=9 years
Q.10.10 years pahle sachin ki aayu ajay ki aayu se duguni thi. ydi 10 years bad sachin ki aayu 40 years ho to ajay ki vrtman aayu kya hai?Ans:-
10 years pahle sachin ajay se duguni aayu ka tha eska matlab ki sachin or ajay ki aayu ka anupat 2:1 hai.to unki vrtman aayu 2x+10 or 1x+10 hogi.
ab 10 years bad Sachin ki aayu =2x+10+10=40
⇒ 2x = 20
⇒ x = 10
to ajay ki vrtman aayu= 1x+10=10+10=20 years Ans